India export kar raha hai first commercial consignment of geographical indication certified Jardalu mangoes Bhagalpur ,Bihar se United Kingdom Tak and jo possible boost kar rha hai India ke farms ko joki eastern region se export ho rahe hain. Jardalu Mangoes jinki Bhagalpur ,Bihar Mein sabse jyada kheti ki jaati Hai unko Jiya certification 2018 Mein mila tha.
APEDA Collaboration | Jardalu Mango
APEDA , ke sath collaboration Hai Bihar government ka Indian high commission ka and invest India ka . Or in mangoes ko export Kiya ja raha hai . Aur in mangoes ki packaging wgereh ka kaam APEDA packhouse joki Lucknow mein hai wo dekh rha hai ye sab commerce ministry ne btaya hai .#Jardalu Mango
What is APEDA ? | Jardalu Mango
APEDA agricultural and processed food products export development authority. India k exports ko increase karne ke liye ye committee kam karti hai. Aur iske headquarters New Delhi mein hai. Aur yeh ministry of commerce and industry Government of India ke andar aata Hai.#Jardalu Mango
Indian mango promotion programs Bahrain Mein organise bhi kiya gaya tha. Jisme 16 varieties of fruit including 3 GI certified ‘Khirsapati’ and ‘Lakshmanbhog'(west Bengal) and ‘jardalu'(Bihar) ko super stores may display Kiya gaya tha. Isse hamara export improve hoga.Kesar mango , badam mango, green mango ,rajapuri mango alg alag varities paayi jaati hai humare Bharat mein.#Jardalu Mango
What is Geographical indication tag? | Jardalu Mango
Geographical indication tag Ek Aisa sign hai products par Jo yeh batata Hai specific product usi jgah famous hai usme ye specific geographical origin ko add kar deta hai. Like Shahi litchi ka Agar Naam Liya jata Hai To ye kaha jata hai ki Bihar ki famous hai. Or ye GI tag un products Ko diya jata Hai jinki apni specific koi quality hoti hai.#Jardalu Mango
Bihar ke bahut saare products hai jinko GI certified tag Mila Hai jaise ki Shahi litchi.Other gi tags of Bihar :
- Madhubani paintings
- Bhagalpur silk
- Maghai paan
- Shahi litchi of Bihar
- Silao khaja
- Bhagalpuri zardalu
- Sikki grass products of Bihar (logo)
- Katarni rice
- Applique- Khatwa patchwork of Bihar
Varities of mangoes :
- Alphonso mango – Maharashtra
- Totapuri mango – Karnataka
- banganapalli mango- Andhra Pradesh
- Dasheri- Uttar Pradesh
- Himsagar- West Bengal
- Kesar-Gujarat
- Langda-Uttar Pradesh
- Ambika- Uttar Pradesh
- Malgova – Karnataka
- Vanraj – Gujarat
- Chausa- Himachal, Bihar
- Suvarna Rekha- Andhra ,odisha
- Aapne inme se jo bhi varieties khayi hai comment box mein jaroor btaiye#Jardalu Mango
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin