Social media has the power to change the lives. And iss baat ka recent example hai Delhi’s “Baba Ka Dhaba” jo kuch dino se social media pe trend pe hai.
Let’s know how social media helped an elderly couple in tough times.
Kuch dino se social media pe ek video viral ho rai hai in which a man in tears. Food stall , Malviya Nagar (South Delhi) me hai. Jo Elderly Couple chalate hai, Kanta and his wife. More than 30 years se ye stall chalate aaye hai. And now, iss lockdown me unki condition bahot kharab ho gai and daily needs pure Krna bi possible ni tha.
Gaurav Wasan , a food journalist, unhone ye video bnaya and apne social media profiles pe share kra tha. Unki Instagram video ko ab tak more than 3 crore log dekh chuke hai. Thanks to internet, iss video se bahot saare log aye and help kri unki.
Buy Samsung Galaxy M51 on Amazon
How Zomato helped Delhi’s Baba ka dhaba
Baba ka dhaba itna Famous ho gya ki Zomato , a popular food company ne Baba ke dhaba ko list of restuarants me add kr liya hai.
Checkout latest offers on Women personal care products on Amazon
Zomato ke official Twitter pe tweet aya – ki baba ka Dhaba ab Zomato ki list me add hua hai. And unki team work kr rai hai food delivery ko poora krne me. Logo ka bahot shukriya jinhone Internet pe unki attention me ye baat laayi.
Video me dekha gya ki Kanta ji btate hue rone lage ki unki bahot halat kharab rai iss lockdown me. And then, ye video social media pe viral ho gai and bahot se logo ne ye video dekhi. Video twitter, Instagram and youtube pe viral ho gai. And everyone was feeling bad about his condition ki kaise vo apna ghar chala rahe. And then, this video changed their life.
Power of Social Media
Iss video pe bahot se Bollywood celebrities ne react kra and support kra to help the old man and his wife. From film stars to politician , sb logo ne Delhi’s Baba ka dhaba ko bahot support kra. Bahot logo ne visit kra and donation bi kra.
Great Indian Festival starting from 18 October stay tune for various offers on Amazon
National Restaurant Association of India (NRAI) ke bi official Instagram pe video share kri. Jisme unke representative Kanta Prasad and unki wife, Badaami Devi se baat kr rae hai. And caption me likha hai ki vo promise krte hai infrastructure badhaenge so that vo apni iss legacy ko badha sake customers ke liye.
Paytm ne bi motivate krte hue kaha – Baba keep strong. India ki wishes apke sath hai.
Checkout offers on Women Apparels on Amazon
Baba ke dhabe Kanta Prasad ji ke son ne btaya ki – Like roj ki tarah unke parents 6 baje stall pe khana banane gye and suddenly 8:30 am pe logo ki line dekh ke vo shocked reh gye. Kuch der ke liye unhone paratha hi serve kra and fir aur bi food items bnane lage. And by the time, menu me sab prepare ho chuka tha like chapati, rice, mixed vegetable, paneer.
Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite show on Amazon
Iss achhe response ke baad Kanta ji bahot khush hue and unhone sbko shukriya kaha.