Maharashtra me Covid19 ke cases me last week spike aya hai jiski vajah se ab do aur districts Kalyan Dombivili aur Nandurbar me Night Curfews impose kardiye gaye hai.
Why the Night Curfews again
Within last month, Maharashtra me achanak se Covid19 cases bhot badh gaye hai. To halt this sudden rise in cases, Maharashtra government ne kayi districts jese ki Aurangabad, Kalyan Dombivili aur Nandurbar me Night Curfews impose kardiye hai.
Also Read : Google Ne India Ke Satellite Man Udupi Ramachandra Rao Ko Honour Kiya Doodle Se Unke Birthday Per
Kya Allowed hai aur Kya Nahi
During the Night Curfew, bars aur restaurants customers ko sirf 9 pm tak hi serve kar sakte hai, although home deliveries 10 baje tak allowed kari gayi hai. Iske alava dono districts Kalyan Dombivili aur Nandurbar me medical stores, hospitals and other emergency services is Night Curfew se exempted rahengi. Also, Kalyan Dombivili district administration ne announce kiya hai ki Shiva Temple Mahashivratri ke din band rahega.
Also read : Samsung Galaxy A32 Jald India Me Hogi Launch: All You Need To Know
Restrictions In Kalyan Dombivili
Kalyan Dombivili me sabhi shops aur general stores sirf subah 7 baje se shaam 7 baje tak hi khule rahenge. Wedding ceremonies and all other functions bhi subah 7 baje se raat 9 baje tak hi kare ja sakte hai. Night Curfew break karne valo ko arrest kiya ja sakta hai and also heavy fines will be implied. Gyms, swimming pools, cinema halls, auditoriums and gymnasiums etc. bhi further notice tak pure din band rahenge.
Also read : Elon Musk Ne Banaya Naya Record, Ek Din Me $25 Billion Kamaye
Restrictions In Nandurbar
Nandurbar me bhi sari restrictions subah 7 baje se shaam 6 baje tak imposed rahengi. Shops, general stores shaam 6 baje tak band hojaynge. Medical services, newspaper services aur milk supply is Night Curfew se exempted rahenge. Shop owners, hawkers, petrol pump owners and employees ko mandatory RT-PCR tests karvane honge within 15 days. Also, school, college and coaching centre operators ko bhi RT-PCR test karwane honge.
Also Read : India Me Jald Hi Elon Musk Ki Company Starlink Internet Broadband Services Karegi Provide
Government Ka 7 Point Action Plan
Earlier in the day, Maharashtra me authorities ne Covid19 cases ki spike ko counter karne keliye naya plan announce kiya hai. According to this plan, Night Curfews and Lockdowns kafi districts me impose kare ja chuke hai. Religious, political and other social gatherings ko strict guidelines ke sath aur limited man count ke sath hi organize kiya ja sakta hai. Also civil societies aur religious leaders ko urge kiya gaya hai ki vo logo precautionary measures lene ki salah de. In many locations, testing camps bhi set up kiye jaynge. Night Curfew aur koi bhi restriction ko todne vale ko arrest or heavy fine ke sath charge kiya jayega.
Paisa Kamae ab telegram par bhi available hai. So bina kisi deri ke hamara channel join kare also hame Facebook | Instagram | Twitter aur LinkedIn par follow karna na bhule.