Pradeep Sarkar ke direction and Sarat Chandra Chattopadhyay ke novel pe based. “Parineeta” movie ke release ko Wednesday ( 10th June ) ko poore 15 saal hogae. Sanjay Dutt, Saif Ali Khan and Vidya Balan starer is movie ka title bhi same vo hi tha jo Sarat Chandra ke Novel ka hai.
Vidya Ne Kiya Yaad
Mauka khas tha kyuki Vidya Balan ne isi movie se Indian Film Industry me apna Kadam rakha tha. And Ab chuki Debut movie ki anniversary ki baat thi then Vidya ko ise yaad Karna Banta hai. So Exactly aisa hi hua. And Vidya ne apne Instagram profile pe share kiya ek post and likha, “Jaise Lolita ko Shekhar ki better half ke taur pe Duniya jaanti hai, Vaise hi tum mere ho…Lekin 10 June 2005 ko mai tumhri Parneeti bani. Mai Tumse tab bhi Pyaar karti thi and hamesha Pyaar karti thi and aaj bhi Tumse utna hi Pyaar karti hu and hamesha jyda Pyaar karti rahungi….my dear Cinema. And un sabhi logo ka tahe dil se shukriya jinhone is shadi ko safal evam kamyab banaya. #15YearsOfParineeta,”
Sanjay And Diya Ne Fans Ko Kaha Shukriya
Sanjay Dutt and Dia, bhi is movie ko lekar nostalgic hogae. Because “Parineeta” ka ek hissa the ye bhi the.
Sanjay Dutt ne bhi post kare hue likha, “Thankyou Everyone is film ko itna pyaar dene ke lie.” ” #15YearsofParineeta.”
“Hamari Sunder Vidya ki Powerful debut film…is yrical period romantic drama ka hissa hona mere lie khusi ki baat thi. Poori team ne har waqt, har frame ko apne jadue kaam se safal bana diya.
“Art design, se lekar costume tak, cinematography se lekar music tak, And dialogue se lekar poori cast and crew ke sath sath Pradeep ke vision…..aur ham sabhi ke producer Vidhu Vinod Chopra ke investment ko kaise hi bhul sake hai. Maine is film me kaam karke bahut kuch sikha.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin