in

Maharashtra Ke Chief Minister Uddhav Thackeray Ne Kaha Nahi Ane Dege Complete Lockdown Ki Situation.

Uddhav Thackeray
Uddhav Thackeray Ne Kaha Ki Nahi Hoga Complete Lockdown

Maharashtra ke Chief Minister Uddhav Thackeray ne Friday ko kaha ki complete lockdown nahi hoga.

Uddhav Thackeray
Source- Hindustan Times

“ Complete Lockdown jaruri hai lekin mujhe nahi lagta ki hum uss stage tak jayege.” Aisa Uddhav Thackeray ne kaha.

Unhone usme or add karte hue kaha ki, Maharashtra me nine ya ten lakh active corona virus cases paye ja sakte hai agar government ne new lockdown-like restrictions nahi impose kiye toh.

Chief Minister Uddhav Thackeray ne yeh bhi kaha ki covid-19 ke against jo vaccination hai jo ki 18 years ke upar ke logo ko lagaya jayega vo Saturday se lagana start hoga kyunki ab vaccine ke doses available hai.

Maharashtra Chief Minister Uddhav Thackeray Ke Lagaya Gaye  Latest Restrictions Se Corona Virus Cases Ki Badhoti  Me Stability Dekhi Gayi Hai

Yeh jo latest restrictions Maharashtra government ne lagaye hai corona virus cases ko rokne ke liye usse corona cases aur active cases ki badhoti me ek stability payi gayi hai jisme lag bhug 6.5 lakh cases pe stable hai, Uddhav Thackeray ne ye television new pe kaha Maharashtra Foundation Day ke eve ke din.

“Hum sab iss coronavirus wave se mil kar fight karege jaise humne last year kiya tha,” unhone aur thoda add karte hue kaha.

Uddhav Thackeray Ji Ne Kaha Ki State ki Taraf Se One-Time Cheque Payment Ki Jayegi 12 Crore Vaccine Ke Doses Ke Liye

Vaccination
Source- The financial express

Uddhav Thackeray ji ne kaha ki state ki taraf se one-time payment hogi vo bhi cheque se taki 12 crore vaccine ke doses kharid paye 18-44 ki age group valon ke liye.

Iss vaccination ki category me ane vale logo ko Saturday se vaccine di jayegi or state ko 3 lakh doses receive hue hi Friday ko 30 April, 2021 ko, aisa Uddhav Thackeray ji ne kaha

Badhte Corona Virus ki iss wave fight karna hai muskil lekin will power bahut important role play karti hai iss situation me hume apni will power strong rakhni hai or iss situation se fight karna hai toh hum iss coronavirus wave se bhi nikal sakte hai. Stay Home Stay Safe.


Uddhav Thackeray | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by M

Rohit Sardana

Rohit Sardana Aaj Tak Ke Anchor Ki Maut Pe Di Sabne Unko Shradhanjali.

covid 19 guidelines

Covid 19 Guidelines By Health Ministry