Raja parbha festival : Odisha India ki eastern coastal state hai jisko rich Heritage and culture ke liye Jana jata hai. World ki famous Yatra Rath Yatra jo ki June ke mahine Mein ki jaati Hai odisha Mein Aur Iske alava Odia people ek unique festival bhi celebrate karte hain jiska Naam Hai Raja Parbha.

Raja parbha Bhot hi famous festival Hai odisha ka. Dedicate Kiya Gaya Hai Bhuma Devi , the consort of lord Vishnu.yaani lord Vishnu ki wife .Odisa Mein is festival ko lekar Prime minister Narendra Modi ne bhi congratulate Kiya Hai.

Raja Parba festival celebrated in Odisha

Narendra Modi tweet:

Best wishes on the auspicious occasion of raja parba .I pray for the good health and well being of everyone.

Menstruation | Raja Parbha

Menstruation humari indian Society mein ek taboo hai . Aur bhot saare efforts daale jaa Rhein hai taaki is cheez ko normalise kiya jaaye . Jaise ki recently Akshay Kumar ki bhi picture thi “padman”.Aur humari country mein odisha mein Raja parba festival jo ki womemhood ko badhava deta hai kab se celebrate kiya jaa rha hai lekin uske baad bhi mentruation ko ek taboo ki trah dekha jaata hai .

Raja Parba- A Celebration of menstruation - Utkal Today

How to celebrate Raja Parbha festival ?

Raja Parbha 3 long festival hai jo ki dedicate Kiya Gaya Hai mother earth (bhooma devi) and womanhood ko. Mithun sakranti ke Ek din pahle is festival ki taiyariya shuru Ho jaati Hai aur uske baad 2 din tak ye festival chalta hai . Or ye festival every June ko manaya jata Hai har saal.

Sari women’s is festival Mein aati hai aur milkar bhudevi yani mother earth ko thank you Kiya jata hai. Unko acknowledge Kiya jata Hai kyunki dharti se hi hamein Sab kuchh provide hota Hai chahe agriculture Ki baat Ho ya fir aur kuchh.

PM Modi and CM Patnaik greet Odias on 'Raja Parba', a festival that  celebrates menstruation and womanhood | BHUBANESWAR NYOOOZ

Raja Word | Raja Parbha

Raja word derive kiya gaya hai rajaswala word se jiska matlab hota hai menstruating woman. Agar Ho religious believes ki baat ki jaaye ki jo bhudevi hai yaani mother earth hai , the wife of lord Jagannath festival ke dauran wo apni menstrual cycle se gujarti hai aur fourth day par unhein cerimonial bath diya jaata hai .

Lockdown Raja: Girls Will Still Celebrate Amid Corona. Know How? – Odisha  Bytes

Festival ka har din kuch na kuch signify karta hai:

  • The first day is called Pahili rajo
  • The second day is Mithun Sankranti
  • The third day is Basi Raja
  • The fourth day is called vasumati sanana #Raja Parbha
RAJA PARBA – The Festival Of Odisha Celebrating Womanhood - Wander Bird

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Bach Gaya RRR Ka Record, Prabhas India Ke Sabse Bade Superstar, Last 5 Film on Ki Opening Day Collection Hai Is Baat Ki Gawahi.

Kal Theatres Me Release Hui Film “Kalki 2898 AD” Apne Opening Day…

First 6 Months of Marriage Tips: Avoid These 8 Common Mistakes

The first 6 months of marriage tips are essential for any couple…

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Postpone Ho Gayi Varun Dhawan Ki “Baby John,” Ab Is Nayi Date Par Hogi Release, Kya Naye Look Me Kamal Kar Payenge Varun

Varun Dhawan Ki Much Awaited Film “Baby John” Ko Ab Officially Nayi…