Importance of Resilience in students

Ham sabhi ki life mein apna apna per pass hota Hai koi competitive exams ke liye padh raha hai ,to koi government jobs ke liye, ya fir koi kisi company mein acchi job pane ke liye. Agar yah kaha jaye ki aap apni koi ek quality bataye jisse aap successful ban sakte hain to vah kya hogi?

Iske piche reason kya hote hain ki koi ek successful ho jata hai lekin koi nahin hota?koi competitative exam clear kar leta hai lekin koi nahin kar pata? Vah kaun si quality hai jo successful and unsuccessful logon ke bich hamen dekhne Ko milati Hai.

Strengthening Your Resilience Muscle - Building Resilience

Kintsugi | Resilience

Ek art Hai Japan Mein vahan per agar koi bhi bartan Tut jata Hai To usko gold se bhar dete Hain.Kintsugi ka matalab hota hai join with gold. Tu yah resilience ki Hi quality hai jo distinguish Karti Hai Ek successful and unsuccessful human being ko. Ab unlogon ke bare mein sochiye Jo Apne personal and professional life mein successful hai. Kya Ham unhen pahle hi dekhkar bata sakte the ki vah successful honge? Jo cheezien impossible lagti Hai wo bhi log kar jaate Hain.

Kintsugi: The Japanese art of fixing broken pottery - Asia Trend
kintsugi art

What is Resilience?

Tu sabse important quality hai Resilience ki adversity Ke samne date rahana. Aur adversity se emotional effect nahi hona. Kuchh log ise kahate Hain hustle yani wo Insan Jo kuchh bhi karne se ghabrata nahin Hai vah har chij se nikalne ka rasta dhoond leta hai.

Grit yeh ability Hai adversity ko overcome karne ki , galtiyon se kuchh sikhne ki and apne aap ko push karne ki new heights par. Failures sab ki life mein aate Hain lekin unse bahar nikalne ki Shakti wo Ek factor hota hai successful or unsuccessful human being ke bich mein. In the face of adversity stand again and again.

The Wellbeing Warrior — The Importance of Resilience - reacting to...

Three ways to control situation:

control Anger : Gusse ko kaabu karna like koi exam clear nhi hota to hum toot jaate hai aur gussa bhi aata hai to use control karna .
Negative emotions bhi bhot jyaada aate hai like next time bhi exam clear nhi hua to etc etc.. so hume in cheezo se fight karni hai .
Be Calm : us situation mein bhi calm rehna and growth mindset rakhna .Resilience

Five Ways to Support Students Affected by Trauma

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Bollywood: Actor Siddharth Ne Kholi Bollywood Ki Poll!

Actor Siddharth ne kholi Bollywood ki poll!