SEBI Fines Shilpa Shetty And Raj Kundra For Violating Insider Trading Rules
The securities and exchange board of India inke dwara koshish ki jaati Hai Ki insider trading na ki jaaye. Bollywood actor Shilpa Shetty Kundra and unke husband Raj Kundra jo ki businessman hai aur unke company vivan industries per 3 lakh rupees ki penalty lagai gai hai kyunki un par ilzaam lagaya ja raha hai ki unhone insider trading rules ko violate Kiya Hai. Aur unhone 3 saal Baad preferential shares ke bare mein bataya hai.
What is allegation?| Shilpa Shetty And Raj Kundra
2015 Mein behan industries in a preferential allotment of 50 lakh shares ka kiya tha. Viaan industry ke promoters Hai Shilpa Shetty and Raj Kundra. Viaan industry listing Hai marketing main uske shares ke upar buying and selling duty hai. Lekin pichhle kuch saalo se Viaan industries ki value kam hoti ja rahi hai. Jisne company ko start Kiya hota hai ya Jis Ke paas original share hote hain unhe promoters kaha jata hai.
Preferential shares? | Shilpa Shetty And Raj Kundra
Koi bhi company apne pass Paisa Lena chahti hai apne business ko expand karne ke liye. Tumko company kaise kaise us paise ko la sakti hai. Vah company yad to Bank ke pass jayegi ya fir issue nikala jata hai kisee IPO kehte hai recently humne dekha tha Zomato ka IPO aaya tha. Usmein yeh hota hai ki Zomato apna share public Ko bhechti Hai. #Shilpa Shetty And Raj Kundra
Aur fir Zomato ke pass capital aa jata hai aur fir vah apne business ko expand karne mein uska istemal karte Hain. Preferential share issue Mein hota hai ki vah company sirf kuchh logon Ke liye Hi share issue kar rahi hai. Yaani wo preference de rhi hai kuch logo ko ho sakta hai chahe wah company ke hi promoters ho. Isiliye inhe preferential share issue kaha jaata hai.
Iska fayda yah hota hai ki aage jakar agar koi bhi company bankrupt ho gai to uske jo assets wgreh beche jayenge. To sabse pahle paise Jo preferential issue Wale Hain unhen lootaye jaenge. Aur uske baad baki ke share holders ko diye jaenge. #Shilpa Shetty And Raj Kundra
Viaan industries
Viaan industries ne 2015 mein 5lakh naye shares allot kiye. Aur fir usme se raj kunda ne 128,800 shares le liye aur shilpa shetty ne bhi itne hi. Lekin jab bhi is type se shares distribute Kiya jata Hai To SEBI ki guideline Hoti Hai insider trading rules. Iske according jab bhi koi promoter preferential share kharida hai to usko do din ke andar company ko batana hoga ki humne yah share liya hai. #Shilpa Shetty And Raj Kundra
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin