Ayurveda Hamare Bharat Ki Ek Un Dharohar Me Se Ek Hai Jo Hamesha Se Logo Ko Bhala Karti Aai Hai. Ayurved Ke Nuskhe Apnane Se Apko Kisi Bhi Allopath Ya Homeopath Ka Sahara Nahi Lena Padta. Aj Hum Baat Karne Ja Rahe Hain, Ese Hi Ek Subject Ke Bare Me Jo Ki Bahut Kam Jana Jata Hai, Par Hai Bahut Hi Asardar. We Are Going To Talk About The Health Benefits Of Sun Charged Water. We All Will Agree, That At Some Point Of Time Humne Suna Hoga Ki Sun Is The Main Source Of Energy. Ayurved Ki Mane, To Jab Sooraj Ki Kiranein Paani Par Padti Hain To Uske Molecular Structure Ko Boost Kar Deti Hai, Isse Wo ‘Dead Water’ Se ‘Living Water’ Ban Jata Hai.
What Is Sun Charged Water
This Activity Of Charging Water Under The Under Is Called As ‘Soorya Chikitsa’ Or Solar Treatment, Jisme Jis Bhi Bartan Ya Bottle Me Ap Pani Aap Sooraj Ke Niche Rakhte Hain, Wo Kiranein, Paani Me Samaa Jaati Hain, Or Paani Ko Fresh, Charged Or Lively Bana Deti Hain. Sooraj Se Aane Wali UV Rays Ki Wajah Se Paani Me Microbial Load Kam Ho Jata Hai. Iske Saath Hi Sunlight Or Heat Ki Wajah Se Paani Or Achi Tarah Se Oxidized Or Sun Radiant Ho Jata Hai. Sun Charged Water Ke Consumption Se Apki Overall Body Metabolism Maintain Rehta Hai Or Energy Bani Rehti Hai.
How To Prepare Sun Charged Water
Sun Charged Water Banana Ke Liye Ap Koi Bhi Spring Water Ya Normal Drinking Tap Water Le Lijiye Or Use Ek Kaanch Ke Bartan Me Rakh Diiye. Kynuki Aap Sun Charged Water Prepare Kar Rahe Hain, To Apko Normal Tap Water Hi Lena Chchiye, RO Ka Pani Lena, Will Not Be A Good Idea. Esa Isiliye, Qki RO Ke Pani Me Minerals Nahi Hote Hain And It Is Positively Charged. To Ab Jis Kaanch Ke Jar Me Apne Paani Liya Hai Use Cover Karke Sun Ke Niche Din Bhar Ke Liye Rakh Dijiye. Or Yaad Rahe, Preferably Ki Ye Pani Apko Khule Me Kisi Soil, Ya Mitti Wali Jagah Par Rakhna Hai. If You Are Not Able To Do This, Tab Fir Aap Cement, Ki Farsh Ya Chat Par Rakh Sakte Hain. Esa Karne Ke 5 To 6 Hours Ke Baad Ap Us Pani Ko Pi Sakte Hain.
Benefits Of Sun Charged Water
- The Anti Fungal And Anti Bacterial Properties Present In Solarized Water In Sunlight Are Very Useful For The Skin And Eyes. Washing Eyes And Skin With This Water Is Beneficial.
- The Use Of Sun Charged Water Works To Strengthen The Digestive System. By Consuming It, Many Stomach Problems Like Acidity, Stomach Ulcers And Worms In The Stomach Get Rid Of.
- Sun Charged Water Is Very Beneficial To Cure Skin Allergies And Rashes As Well.
- The Use Of Sun Charged Water Is Very Beneficial To Remove The Damage Of Cellular Level In The Body.
- The Use Of Sun Charged Water Is Also Very Beneficial In The Problem Of Urinating In The Bed Of Children.
Sun Charged Water| Hinglishgram Ab Telegram Par Bhi Paae Latest Update Hamare Telegram Channel Par. Channel Ko Iss Par Click Kar Ke Join Kare. And Aapko Ye Story Kaisi Lagi Comment Box Me Likh Kar Jarur Bataeyga. And Ise Apne Friends Ke Sath Jarur Share Kijiega. Aur Sath Hi Hamare Social Media Handles Ko Follow Karna Na Bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin