Elon Musk’s Space X Reportedly Beats Out Jeff Bezos

Space X ke founder Elon Musk ke liye ek badi jeet hui, jisme unke company ne moon par astronauts land karane ki contract jeet li hai. Ye contract Americi research agency National Aeronautics and Space Administration ( NASA ) ke taraf se Space X ko di gayi hai.

Elon Musk Ki Company Ne Jeeta NASA Ka 2.9 Billion Dollars Ka Contract

Elon Musk ne Dunia ke richest person ko harate hue jeeta NASA ka 2.9 Billion Dollar ka contract. Space X ko 2024 tak Nasa ke liye Moon tak ka spaceship banyegi