in

Transgender Ka Haq

Abhi 12 April ko Transgender people jo ki rajasthan ke rehne wale hai wo gather hue Jharkhand Legal services Authority (JHALSA) office k saamne aur unhone apna discomfort pesh kiya ki unhe kaise apne wards men or women k saath share krne hote hai is corona ke antraal mein. Diversity ki traf ek bda kadam uthate hue the National Aeronautics and Space Administration (NASA), ne ghoshit kiya ki wo 9 women ko bhejenge moon pr in its “Artemis” mission. Kerala sarkaar ne bhi btaya h ki women ko naukri krne se mna nhi kiya jaayega chahe night shift kyon na ho.

Hamare bhavishya ke liye yah kadam bahut jaruri tha aur hamare Bharat ke developing se developed banne ki taraf pehla kadam. Joki badhta Jayega agar kisi tarah ki faislein liye jaenge. Sarkar nahin Hai faisla isliye sunaya kyon ki lgbtq ke bahut sare fundamental rights ka Hanan Kiya ja raha tha. Lekin koi bhi Aisa country Jo religion se jyada juda hua ho Jaise hamara Desh ‘Bharat’. Unke liye ise accept karna kafi mushkil hoga. Vaise time ke sath logon ki mentality bhi Badal jayegi. Jo Sarkar ne faisla sunaya hai wo har ek person ko Dhyan mein rakhkar sunaya gaya hai.

Each person has its right to enjoy their life as they want. Or rhi baat reproduction ki to it’s not impossible now. So , transgender as a third gender give many opportunities to these people because it’s not their fault. Aur fault kehna to shi hi nhi hoga . Fault jaisi koi baat hi nhi ye sb pratkriti aur bhagwan ne hi bnaya h . Sb cheezo mein khushiyan dhundhiye. Kuch log weeds to nikalkr bahr fek dete h aur kuch unhi ka hi ek park bna lete hai . Dekha jaye to ye sb bs dekhne k nazariya h jaisi jiski soch waisa hi parinaam .

LGBTQ ko hr wo Adhikar milne chahiye jo desh ke har naagrik ko diye jaatein hai. Aaj bhi smajh mein kuch log vyapt hai jo transgender ko alag hi nazro se dekhte hai.Ab humein apni purani soch ko peeche khin chodkr aage ki traf bdhna chahiye.


What do you think?

Written by SG

Kumbh Mela 2021

Rahul Gandhi

Rahul Gandhi: EX-Congress President Ko Aaya Corona Positive.