Vivo X50, X50 Proko 16 July Ko launch kiya Jana hai. Vivo India me apne premium Mid-range smartphone, Vivo X50 and X50 Pro ko July 16 ko raat 12baje krne ke lie poori tarah se ready hai. Dono handset Snapdragon 765 choose, 90Hz AMOLED display and ek quad rear camera setup ke sath aate hai. X50 ki Jodi ke sath, company desh me Vivo TWS earphone neo earbuds bhi launch karne ki sambhavana hai.
Display And Performance
Device me ek 6.56inch ka Full HD+ (1080×2376 pixel) AMOLED screen hai jo 90Hz refresh rate and HdR 10+ support karta hai. Secure biometric authentication ke lie in-display fingerprint scanner bhi milta hai.
Camera
shutterbugs and selfie lovers ke lie hai iska camera. Vivo X50 me quad rear camera setup hai jisme 48MP (f/1.6) main sensor, 13MP (f/25) portrait lens, 8Mp(f/2.2) ultra-wide camera and 5MP (f/2.5) hai microlens ke sath. Meanwhile, pro model me bhi aapko same setup milta hai but dedicated macro lense ke bajay 8MP (f / 3.4) telephoto camera milta hai. Selfie ke lie dono smartphones me 32Mp (f/2.5) front-facing camera diya Gaya hai.
Smartphones For All Budgets
Internal
Under the hood Vivo X50 and X50 Pro ek Snapdragon 765G chipset dwar sanchalit hai, jo 8GB Ram and 256GB tak storage ke sath hai.
Hood ke tahat, Vanila model ek 42,00mAh ki battry pack karta gai while pro version me 4,315mah ki battry hai. However, dono hi 3W fast-charging ko support karte hai.
Connectivity ke lie, dual wifit 802.11 A/C, Bluetooth 5 w, 5G, NFC and Ek Type-C port ka support milta hai.
Last Me Price Kya Hai?
China me, Vivo X50 and X50 Pro ka price CNY3,498 (₹37,000) and CNY 4,880 (₹45,500) me unke 8GB/128GB entry-level variant ki hai. India me X50 series ki price starting lagbhag ₹35,000 se hogi start.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par