in

Elon Musk: The Indian Who Challenged World’s Second Richest Man!

Elon Musk

Elon Musk is the CEO and chief designer of ‘SpaceX’, Ceo of ‘Tesla’, founder of ‘The Boring Company’, co founder of Neuralink and the Co founder of OpenAI. Elon Musk duniya ke richest people mein ginne jate hai.

Elon Musk

Ab itne sare organizations ke founder aur CEO ko koi Indian aadmi takkar de raha hai aisa kahe toh aap nahi manenge na. But ye sach hai!

Elon Musk’s Spacex Vs OneWeb.

OneWeb jo 2014 mein found kiya gaya aek satellite service provider hai. OneWeb plans to provide high-speed broadband connectivity through Low Earth Orbit Satellites. OneWeb directly compete karta hai Elon Musk ki company Space X Starlink se jo bhi similar service provide karne ka plan kar rahi hai.

Elon Musk

OneWeb ke pahele employees a bunch of engineers jo pahele google se belong karte the who the. OneWeb company ne ab tak Soft bank, Airbus, Qualcomm, Airtel aur UK Government se investments manage kar liya hai.

OneWeb ke thode succesfull initial years ke baad unka kharab time chalu hua. The company could not complete its $2 billion financing round. Isse company ke future par aek question mark lag gaya. March 2020 mein COVID-19 ke chakkar mein markets crash ho gaye, aur company ko aek liquidity crisis face karna pad gaya. Aur iss reason ke wajah se one web ko bankruptcy declare karna pada.

Elon Musk

July 2020 mein Airtel ne UK ki government ke saath team up karke OneWeb ko acquire karne ka decision liya. Plan ke according India ki company Bharti Airtel 500 million dollars daalegi aur British Government bhi 500 million dollars dalegi OneWeb ki company ko develop karne ke liye.

Bharti Airtel ke OneWeb company lene ke baad 1 saal mein 72 satellites ko launch kar diya hai. Aur June 2021 tak remaining 108 satellites ko bhi launch kar diya jayega. OneWeb ki satellite LEO yabi Lower Earth Orbit mein operate karegi.

Kon Aayega First?

OneWeb company aur Elon Musk ki Spacex dono hi companies same hi market segment mein operate karengi. Dono hi companies logo ko broadband connectivity provide karenge.

Elon Musk ki SpaceX Starlink ne beta version of broadband ko launch kar diya hai. Khushi ki baat yeh hai ki dono companies ke race mein OneWeb is ahead and is competing for its constellation fast. OneWeb has decided to announce in India by 2022.

Ab iss race mein Elon Musk Ki SpaceX Strarlink famous hogi ya Bharti Airtel ki OneWeb, woh dekhne ke liye toh aapko aek saal aur wait karna padega!


Elon Musk | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by AM

Scam

Scam: Aek Ordinary Vegetable Vendor Ne Kiya 65,000 Crores Ka Scam!

Mizoram

Mizoram Forest Fire: Aek Uncovered Katha.