Financial Fraud : 2 crore to 18 crore corruption in Ram temple land purchase?
Aam aadami Party ke dwara allegations lagaye gaye hain: ‘ loot of money’ AAP , SP Allege scam in purchase of land by Ram temple trust in Ayodhya9th November 2019 ko supreme court ke dwara verdict aaya tha ram temple ke favour mein. Aur supreme court Ne kaha Tha ki ek trust banvana chahie.
And isi verdict ko dekhte hue centre Ne nominate Kiya 12 of its 15 members ko and also given about 70 acres of property. Aur is trust ka naam hai Shri Ram janmabhoomi tirthkshetra in Ayodhya. Central Government ne ye trust February 2020 Mein banvaya Tha. Or ye trust isliye banaya Gaya Tha taki oversee kar sake construction Ram temple ki in Uttar Pradesh Ayodhya.
Corruption | Financial Fraud
Aur trust ke upar aarop Laga Hai Ki unhone corruption Kiya Hai. Sunday ko ek press conference ki gai thi jismein Samajwadi Party SP leader and former UP minister Pawan Pandey ne kaha hai ki CBI probe hona chahiye jo ki land purchase ki gayi hai trust k dwara . Aur aisi hi similar allegations aam Aadmi Party MP Sanjay Singh ne bhi lagaye Hai during a separate press conference.#Financial Fraud
What is the claim ?| Financial Fraud
SP and AAP leaders ka kehna hai ki two real estate dealers ne March 18 ko 1.208 hectare ki jameen kharidi thi 2 crores mein. Aur 10 minute ke andar is jameen ko 18.5 crore rupees mein trust ko sell kar diya. Pande ji ka kahana hai ki 18 March ko hi kaise 10 minute ke andar iski kimat 2 crore se 18 crore ho gai.
Opposition parties ka ye kahana hai ki is jameen ki kimat present situation Mein 5.80 crores ki honi chahie. The piece of land in Ayodhya is registered with number 243, 244 and 246.#Financial Fraud
Real estate dealers |Financial Fraud
Real estate dealers jinhone is Zameen ko trust ko becha hai Unka naam hai Sultan Ansari and Ravi Mohan Tiwari.Ab ek question ye bhi aata hai ki in dealers Ne yeh land aakhirkar kis se kharida tha 2 crore mein. In done ne ye land kusum Pathak aur Harish Pathak se kharida tha 2 crore mein. SP leader ka kahana hai ki Ayodhya ke mayor Rishikesh Upadhyay and Ram janmabhoomi tirthkshetra trustee Anil Mishra isme witnesses hai.
Samajwadi party leader ka kehana hai :
“Devotees of lord Ram are being robbed in the name of construction of Ram temple .The mayor and trustee had complete knowledge of the game”.#Financial Fraud
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin