in

India: 10 Things Jo Harr Indian Ghar Mein Zarur Milega!

India

India: Indian desi gharo ki baat kare toh aisi kai cheeze hai joh hume harr gharo mein dekhne ko milegi. Fir chahe woh TV ka bada sa remote ho ya fir woh purani steel ki cupboard! Yeh aisi cheeze hai ki aap duniya ke kisi bhi kone mein pahonch jao par inn cheezo ko dekhoge toh aapko apne ghar ki yaad zarur aayega!

India: Indian Cheeze Joh Desi Indian Gharo Mein Hi Milenge!

1) Plastic Se Cover Kiya Hua Remote.

India

Kya aapke gharpe bhi iss remote ko do baar maarna padta tha remote ko work karne ke liye?

2) Hazaro Plastic Covers

India

Aek plastic bag ke andar hazaro plastic bags! Pucha jaane par jawab milte hai “kabhi kaam aayega!”

3) Dabbas

India

Kya aapne bhi kabhi koi dabba khoya hai aur gharpe mummy se khoob daant padi hai?

4) Plastic Chairs

India

India ke har desi household mein aisa aek toh plastic chair milega hi milega!

5) Steel Cupboard

India

Ghar mein purana Godrej ka almirah na hua toh kahe ke middle class hue tum?

6) Jhaadu

India

Yeh jhaadu gharo ko saaf rakhne ke alava kiss kiss kaam mein aata hai woh toh sirf shaitan bacho ke mummy yo ko hi pata hai!

7) Bathroom, Mug Aur Bucket

India

India ke harr ghar ke bathroom mein paaye jaane wale bucket aur mug.

8) Biscuit Ka Dabba

9) Chappal

India

Yeh chappal pehni na pehni ho logo ne khai bohot hogi!

10) Masala Ke Dabbe

Toh yeh the India ke desi households mein paaye jaane wale kuch common cheeze. Agar aapne inme se kuch bhi relate kiya ho toh zarur comment karke bataye!


India | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook InstagramLinkedin

What do you think?

Written by AM

Chai

Chai: Youtuber Karl Rock Ne Troll Kiya Pakistani Shopkeeper Ko!

Kunal Kamra

Kunal Kamra Ki Kahi 5 Baatein Joh Kehne Se Opposition Bhi Darti Hai!