Karl Rock: jaise hum sabko pata hai ki youtuber Karl Rock ko ab India se black list kar diya gaya hai but uske India ke liye pyaar aur affection utna hi hai. Unki latest video jisme woh apne subscribers ko explain karte hai the actual reason why he got blacklisted ko Indians ne bharpoor pyaar aur supporting comments se unka dill jeet liya hai.

Karl Rock

Karl Rock, india mein 2013 se aaye hai aur yaha aake unhone apne YouTube channel se poori duniya ko bataya hai ki India aur India ke log kitne pyaare hai. Unhone apne YouTube channel par Indian street food, markets and scenic destinations ke videos daalkar kaafi Indians ka dill jeet liya hai.

But unke India mein ban hone ke baad hum aapke liye laaye hai unke YouTube channel se aise 5 videos joh yeh prove karte hai ki woh humare desh India se kitna pyaar karte hai!

Karl Rock In India Videos:

1) Jab Woh Random Strangers Ke Saath Hindi Mein Baat Karte Hai!

2) Karl Rock In India’s Chor Bazaar!

3) Exploring Gujarati Street Food!

4) Everything About Chaat!

5) Visit To Jammu & Kashmir

Bhale hi Karl Rock India mein blacklist ho chuke ho but unka India ke liye pyaar waise ka waisa hi hai.

Karl Rock

Karl Rock | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook InstagramLinkedin

You May Also Like

Darjiling :The Qween Of Hills

Hey Guys ,Kya Apko Ghumna Pasand Hai Agar Ha To Aj Main…

Shimla Ka Naya Plan: Traffic Ko Control Karne Ke Liye

Shimla police ne ek naya plan banaya hai jisme entry points par 5-10 minute ka halt hai taaki traffic smooth rahe.

Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasin: Indian Photogenic Destinations

India ke photogenic destinations ka suhana safar and hasin mausam tourist ko…

Tourist Destination To Visit During This Summer

Summer Vaccations ek bahut acha time hote hai ek holidays ke liye. India me dunia bhar ke kuch sabse best hill stations and tourist destination hai jinhe aap apni family ya friends ke saath kar sakte hai visit isse summe