PCOS and PCOD aaj kal kai girls and women me kaafi common issue hai. Iske kaafi saare reason ho sakte hain. Jaisey hormonal changes, genetics and lifestyle changes. PCOD and PCOS female body mai unwated changes ke sath sath. Unke looks par bhi affect karti hai. Also kuch extereme cases mai. Yeh childbirth mai bhi bhaut problem create karte hain.
Also Amazon Fashion.– Get Bags, Wallets & accessories under 599 Rs.
What is PCOD?
PCOD matlab Polycystic Ovarian Disease.Yeh ek esi condition hai. When ovaries release a lot of immature or partially-mature eggs . Jo eventually turn hojate hai into cysts. Moreover ovaries ka size bhi large ho jata hai. In addition yeh female body and looks me unwanted changes cause karta hai.
What is PCOS?
PCOS (Polycystic ovarian syndrome). When ovaries produce higher levels of androgen than usual. Jo eggs banne and release ke sath problems cause karta hai. Then Some of the eggs cysts ban jate hai. However Instead of being released. These cysts build up in the ovaries. And at times size me bhi increase bhi hojate hain.
Symptoms includes.
Although symptoms PCOD and PCOS dono ke similar hote hai. But PCOS mai symptoms severe hote hai. Also is condition mai conceiving mai issues hojate hai. Additionally, iske extreme cases mai Endometrial Cancer bhi hoskta hai.
- Acne.
- Frequent Headaches.
- Weight gain aur weight loss mai pareshani.
- Face and body ki hair growth increase ho jati hai
- Irregular ya skipped Periods.
- Heavy Bleeding Periods ke dauran.
- Fertility problems.
- Depression.
Asana aur Pranayama Se Kaise Hosakti hai help:
So Hatta yoga (Most Popular school Of Yoga) me 5 cheeze sabse important hotey hain.:
•Mitahara or proper diet.
•Shatkarma or proper body cleansing. •Asanas or proper postures.
•Pranayam proper breathing.
•Dhyan or meditation.
Asana Aur Pranayama dono yoga ki hi forms hain. But yoga sirf ek exercise nahi Lifestyle hai. Yoga sirf Physical hi nahi. Mental aur spiritual health me bhi beneficial hota hai. Ye aapki body and mind me present stress ko reduce karta hai. Moreover dono hi condition me yoga se help milti hai. Also aapk mind aur body dono ko healthy karta hai.
Firstly yeh clear hona chahiye. Ki agar aap yoga ko treatment ki tarah apnana chahte hai. Then aapko yeh dhyan me rakhna hoga ki. Yoga ke effects uske daily practice se honge. And aapko uske saath healthy diet and exercise bhi rakhni chahiye. However aapko yoga ko severe PCOS ke cases me medical treatment ki jagah use nahi karna chahiye.
So kuch easy asana and pranayama jo aap daily routine mai kar sakte hai. PCOD and PCOS ko manage karne ke liye.
1.Baddhakonasan or Butterfly Pose.
Yeh pose Thighs Aur abdominal cavity ki muscles par kam karta hai. So yeh ovaries ke function ko regulate karne mai help karta hai. Also menstrual cycle ko bhi .
2. Kapalbhati.
Yeh ek Shat kriya hai. Which means ye ek cleansing form hai yoga ki. And yeh help karti hai harmful air and Body se toxins remove karne me. Is asana mai apko sidhe baith kar. Apni breathing par focus karna hota hai.Ad
3.Pawanmukt Asana.
Is Asana ko jana jata hai as ‘Wind Release Pose’ . Also yeh humare stomach and digestive sytem ke liye bhaut acha hota hai. Additionally Yeh jana jata hai humare back and abdominal muscles ko strengthen karne ke liye. However yeh humare blood circulation bhi increase karta hai.
4.Dhanurasana.
Dhanurasana ‘bow pose’ ke nam se jana jata hai. And Yeh esa asana hai jo stress,anxiety ko relieve karne mai help karta hai. PCOS and PCOD mai kafi common hai .Also iske aur bhi kayi benefits hai.
5. Anulom Vilom Pranayama
Ye pranayama karte hue apni breathe hold karte hai. Then humari body ke sabhi part tak. Oxygen sahi tarah se phuachti hai. Jo humara metabolism improve karti hai. Jisse weight lose hone mai help milti hai. Aur weightloss se PCOS and PCOD mai kafi benefit hota hai. Also isko repeat karna brain ko calm karta hai.
In Conclusion
Lastly, Yoga (Asana aur Pranayama). PCOS and PCOD ko cure nahi kar sakte. However Yoga inke symptoms aur nuksan ko reduce karta hai. In addition aapki pills and medicines pe dependency ko bhi reduce karta hai. Also yeh sirf apki physical health hi nahi. But also mental health ko bhi improve karega. In other words yeh aapko completely healthy rehne me help karta hai. So in asana ki help se hum bimario ko door kar sakte hai. And ye hume ek healthy lifestyle dete hai.
Lastly Amazon– Get amazing deals and upto 80% off on everything. Go Check Now.!
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest par