Realme C11 india me launch hua , jisme 2 colors hai Rich Green and Rich Grey or iska MRP only 7,499 hai.
Features Of Realme:
Realme C11 ka model hua launch India me. Also, pandemic ke wajah se ye phone online hi launch hua tha. Therefore Isko July 22 ko 12pm ko hi Flipkart as well as Amazon me available hojaega. So, Isme kya alag hai? Isme waise toh uski body pehle ke Realme C3 aur Narzo 10A ke models Jese hi hai. Also, Iski ki width 1mm wide thick hai and same 6.5-inch HD+ 720* 1600-pixel screen size aur resolution jisme same small waterdrop notch hai. Also, Realme C11 Ke baad side ke camera ke shape me thoda sa change hai. So, ab Realme C11 me left side mein ek square bump hai jaise ki Current-Gen iPhones and Google Pixel 4 me hai. Realme ne ek power bank bhi nikala hai whereas 21 July ko 12pm ko 1999 rs ka Flipkart ya amazon me milega. Also, realme ne 10,000 mAH power bank hai jisme two-way dart charging hai.
Specifications Of Realme C11:
- DISPLAY – Realme me 720*1600 pixel ke resolution ke sath 6.5-inch ka HD+ waterdrop notch display hai. Also, iska aspect ratio 20:9 and screen-to-body lagbhag 88.7 per cent hai.
- CHIPSET – Realme C11 MediaTek Helio G35 processor through paired hai. Also, jisse 2 GB RAM aur 32GB storage capacity ke sath rakha Gaya
hai. - RAM – Yaha 2GB ke single RAM varieties ke sath ata hai.
- STORAGE – Isme me 32GB ki internal storage capacity hai, jisse microSD card ke through enhanced kiya ja sakta hai.
- REAR CAMERA – Camera ke according me Realme C11 ma fast selfie ke liye 5-megapixel camera hai.
- BATTERY – Realme C11 me reverse charging ke liye 5000mAH ki battery hai. Also, Device ko 31.9 hours ke talk time ke sath single charge par almost 40 dino ka standby time dene ke liye rate kiya Gaya hai.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par