in

OMGOMG

Statue Of Unity: 5 Unknown Facts About Tallest Statue In The World.

Statue Of Unity

Statue Of Unity the tallest statue of the world hai. Ab who din gaye jab Statue of Liberty world’s largest statue hua karti thi. 2018 mein bana hua yeh world’s largest statue ki planning 8 saal pahele se yani 2010 se chal rahi thi.

Statue Of Unity

‘Iron Man Of India’ Sardar Vallabh Patel ki 143rd birth anniversary i.e 31st October 2018 ko yeh statue ka inaugration hua tha. Yeh statue Indian engineering skills ko as a tribute describe kiya gaya hai.

Sardar Vallabhbhai Patel independent India ke first Deputy Prime Minister and the Home Minister the. Sardar Vallabh bhai patel was highly respected for his work of uniting the 562 princely states to form the Union of India.

5 Amazing Facts About The Statue Of Unity:

Tallest Statue In The Whole World.

182 meters tall Statue of Unity surpases the Spring Temple Buddha jo China mein hai aur 153 meters tall hai. Statue ke base ki heighy 58 meters hai and the statue is 182 meters tall.

2. Statue aur other structures ke liye jo iron chahiye tha who all over India se collect kiya gaya hai.

Statue Of Unity

Statue Of Unity Movement’ initiate hone ke baad pure country ke farmers se request kiya gaya tha ki unke used farming equipment ko donate karne ke liye. Over 500000 Indian farmers se 5000 metric tonnes of iron collect karne mein aaya tha!

3. Statue of Unity Ki Capacity.

The world’s tallest statue can with stand wind velocity upto 60 m/s. Aur toh aur vibration and earthquake ko bhi resist kar leta hai.

4. Kitne Aadmi The Samba?

Statue Of Unity

Chinta mat kijiye Shah-Jahan ki tarah in labourers ke bhi statue banane ke baad haath nahi kaate gaye the Taj Mahal ki tarah! Around 4000 labourers working in 2 shifts were needed to make the world’s tallest statue.

5. Statue Mein Kuch Saalo ke baad Change Aayega!

Statue Of Unity ki bronze cladding ki wajah se jo aek natural process se gujregi who thode saalon mein statue par aek green patina la degi.

Statue Of Unity mein jane ke liye aap online tickets bhi le sakte ho. The ticket fee varies from 60rs to 350rs and an additional fee of 30rs for the bus charges to reach the spot.


Statue Of Unity | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by AM

Missing Indonesia Submarine Ke Saare 53 Members Hi Hui Death

IPL

IPL 2021: Kya IPL Hogi Cancel Due To Covid-19 In India?