in

CryCry

Missing Indonesia Submarine Ke Saare 53 Members Hi Hui Death

Indonesia ke navy ne aaj 25th April ko apne missing submarine ke sabhi members ko dead declare kar diya. Crew members ke family ke liye yeh ek bahut hi dukh bhara day hai and pure Indonesia me aaj ek sadness ka environment hai. Wednesday ko ek training session me yeh Indonesia submarine ki ek 44 years old submarine apne 53 Crew members ke saath gayab hogayi. Navy ka usse submarine sae connection break hogaya and aaj who ship 3 pieces me Bali ek seafloor pae mili and saare crew members ki pahle hi death hogayi thi.

Backstory of Indonesia Submarine:

Indonesia ke Navy ne Wednesday (21st April,2021) ko ek training session launch kia. Training session ka Aim torpedo drill tha but training session ke start hone ke kuch der baad hi submarine sae navy ka connection break hogaya. Indonesia ki yeh ek 44 years old German submarine thi jiska naam KRI Nanggala-402 hai. Isse accident ke baad Indonesia me ab bas 4 aur submarines bache hai. Indonesia Submarine ki investigation Wednesday sae hi chal rahi thi and world ke bahut saare teams ne Indonesia ki help ki isse rescue mission me. Indonesia ke navy ne Saturday confirm kar diya ki Submarine ab tak probably sink kar chuki hai and submarine me oxygen supply bhi ab tak khatam ho chuki hongi. Aaj Sunday ko Navy ne ek island Bali ke seafloor sae ek signal receive kia and investigation ke baad Submarine tukdo me payi gayi. Indonesia Submarine 3 tukdo me seafloor par mili, Officials ke according Submarine by an reason required depth sae zada deep chali gayi and as a result water pressure ki wagah sae woh ship break hogayi.

Indonesia submarine: Items found indicate vessel sunk
source: USA Today

Indonesia Ke Government Ka Kya Kahna Raha Isse Accident Par:

Indonesia ne early Sunday ko submarine ki Bali ke seafloor me milne ki conformation dae di and saare victims ke family ko apna condolence send kia. Indonesia ke president ne kaha “All of us Indonesian express our deep sorrow over this tragedy, especially to the families of the Submarine Crew”. Indonesia me abhi ek bahut hi sorrowful stage hai and waha ki Navy ne apne deep regrets press me express kiye. Saturday ko Indonesia Submarine ke fragments milne ke baad Navy ne Submarine ke sink hone ki conformation dae di thi and crew members ke families ke liye aaj ka din ek bahut hi sorrowful din hai.

Indonesia: Missing Indonesian submarine has enough oxygen for crew until  Saturday, Navy says - CNN


Indonesia Submarine | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by Editorial Team

CSK Vs RCB: The Contest Of Ice Against Fire!

Statue Of Unity

Statue Of Unity: 5 Unknown Facts About Tallest Statue In The World.