George Floyd ke death ke 11 months baad aaj unke murderer Derek Chauvin ko finally guilty declare kia gaya and usse 40 saal tak ki imprisonment ka punishment diya gaya. Georgia ke Atlanta me George Floyd ke family ne court ke judgment sae agree karte hua rally nikali and apna agreement declare kia. Derek Chauvin kae upar 12 members ke ek jury ne first degree, second degree, third degree murder and manslaughter ka case kia. George Floyd ke murder ke 9 minutes ke video ne pure dunia ko hila ke rakh diya tha and pure dunia me racism ke against protest start kar diya tha. Corona ke badhte cases ke saath George Floyd ke death ke against rallies bahut saari countries ke liye ek bahut hi difficult time tha.
George Floyd Ke Case Ka Background:
Last year ek video suddenly bahut viral hone laga jisme hum sabhi ne dekhna ki ek white policewala ek black handcuffed aadmi ko baar baar legs sae hit kar raha hai and usse ground par press kar raha hai. 46 Years ke George ko last year May 25 ko galat tarike se ek fake 20 Dollar kae note ko use karne ke liye arrest kia gaya tha. Waha scene par present 3 police officers me sae ek white veteran police officer, Derek Chauvin jisne George ko handcuff karne ke baad usse maarne laga. 9 minute ke usse video me George kehta rah gaya ki “I can’t breath” but Derek still uske neck par hit karta raha. George Floyd ki wahi scene par death hogayi thi. Video wahi present ek ladke, Darnella Frazier ne banayi thi and social media par yeh video ek wildfire ki tarah spread hogaya. Jaldh hi Britain me and America me bahut jagah George ke death ke against protest start hogaye tha and yeh protest bahut lambe time tak chale tha.
Case Ka Kya Raha Conclusion:
George Floyd kae isse case ke judgement ka dunia bhar ke logo ko bahut samay sae intazaar tha. Isse case ki judgement about 10 hours tak chali jisme 11 judges ki jury thi and about 45 witness kae statements ko record me rakh kar court ne Derek Chauvin ke upar first degree, second degree, third degree murder and manslaughter ka case kia. Derek ke saath isse case me involved baaki 3 police officers ko Minneapolis Police ne fire kar diya tha. Remaining 3 involved Police Officers ke upar bhi isse saal judgement paas kia jayega. Dunia ke bahut saare bade politicians ne isse judhement ke upar comment kia. US ke President Joe Biden ne kaha “It was a murder in the full day of light and it ripped the blinders off the whole world to see the systematic racism”. USA kae first Black President Barack Obama ne kaha ki “ a jury did the right thing but true justice require much more”.
George Floyd | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin