in

Pandemic Me Destination Wedding Plan Karne Ka Tips

Jaisa ki hamlog jante hai ki iss pandemic me bhaut kuch badal gaya hai. Jaise ki government ne mana kiya hai koi bhi bada function karne se. Kahi bhi travel karne se. However, agar aap pahle se shadi fix kar liye hai aur wo shadi ka date agar iss pandemic mein hai. Aur aap destination wedding ka plan kiye hai toh aage mai aapko kuch tips doonga. Jisse aap iss pandemic me destination wedding kar sakte hai ya kaise shadi ko postpone kar sakte hai.

Join Prime and get Rs. 500 cashback and watch your favorite shows on Amazon

Destination Wedding Plan Nahi Hai To Kya Kre

Unn couples ke lie jinke paas plan nahi hai aur wo destination wedding  ka plan bana rahe hain toh abhi decision lena mushkil hai lekin mumkeen hai. Toh aap ko sabse pahle ye karna hai ki aap ek vendor ko dhudhiye jisse aapka relationship aacha ho. However, Agar aapke relation me aaisa koi vendor nahi hai toh. Aaise vendor ko search kijye jo aache se pure guest ko manage kar sake. Agar aapke guest ki numbers jada hai. While, aap chahte hai ki sabhi guest wedding me aae toh aap shadi ko postpone kar sakte hai.

Great Indian Festival on Amazon Checkout latest offers

Kya Kare Yadi Aap Decision Lene Ka Wait Kar Rhe Hai To

Samay aane par decision lene ke liye, aage badhne ka sabse aacha plan banana ke liye apne team ke saat discussion karen. Yah janne ke liye aap ko problem nahi hai ki aap ke shadi ke date ko shamil karne ke liye new rule ko badhae jane par aapka option kya ho sakta hai isiliye apna Planner se baat karen, yadi  aap ke paas ek hain to aur yadi nai hai toh apna venue ke manager ko call karke dekhe ki aapka option kya ho sakta hai. However,Sabse aacha baat ye hai ki aap apne option ka ek map bana sakte hai taaki ek baar me saari jaankari aane ke baad aap aacha decision le sakte hai.

Kya Kare Yadi Aap Wedding Postpone Karne Ki Soch Rahe Hai To

Mind me rakhne ke liye bhaut sare cheez hai. However, situation alag hai. Agar normally bole toh jada stress na lete hue aap shadi ko 5 mahina ke baad ka date fix kar sakte hai. However, Lekin ye bhi problem ho sakta hai ki aapka vendors us wakht free na ho. Isiliye decision lene ke liye jo aap ke liye sabse aacha hai. Further, aap ke shadi aur aapke sabhi guests ki safety ke liye, Follow the Following steps:

  1. Apne Team Member Se Baat Kre: Apne couples ko bole ki ek baar me sare teams ko bula le. Like, aapka wedding planner, catering ka team, musicians ka team, Also, photography ka team. Sabhi ko ek saat bula le.
  2. Apne Priorities Ko Pahachaanen: Jab ham shaadi ko postpone kar dete hain, to ham sabase pahale  yah dekhte hain ki kya venue aur hotel khali hai ya nahi, uske baad hamlog sabhi vendor k paas jaate hai uske baad usse baat krte hai ki wo us din free hai ya nahi. However, Ye sab cheezon ko dhyaan me rakhna chahiye.
  3. Apne Guests Ko Consider Kare: Jab aapke koi guest travel kar ke aate hai. Woh sabse bara factor ha ki aapke venue me jagah hai ki nahi. Jab aapke guests travel ka plan banate hai tab aapko jarurat hai ki aap soche ki aapke guest kitne time me adjust karte hai. However, Agar aapka koi guest local hai to aap 3 mahine pahle invite kar sakte ho. Nahi to kam se kam shadi se 8 week pahle invite krna.

Check out the Amazon Great India Festival Sale on Amazon


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend and give your feedback.

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

What do you think?

Written by Ujjwal Kumar

I am currently pursuing my B.Tech(CSE)+L.L.B specialization in Cyber Law from UPES, Dehradun.

‘Mohabbatein’ Ne Kiye 20 Years Poore

Life Story Of Rafael Nadal