in

Life Story Of Rafael Nadal

Jaisa ki hamlog jante hai ki duniya me talented logo ki kami nahi hai chahe wo cricket player ho football player ho ya tennis player ya koi v game ho sare games me koi na koi aaisa player hota hai jo jis me bhaut jada talent hota hai. However, Aise he aaj jaanenge ek tennis player ko jiska naam Rafael Nadal hai.

Check out the Amazon Great India Festival Sale on Amazon

Biography Of Rafael Nadal

Rafael Nadal ka pura naam Rafael Nadal Parera hai. Rafael Nadal ka janm 3 june 1986 ko Manacor, Mallorca, Spain me hua tha. Also, Inhe log pyaar se Rafu bhi bulate hai. Rafael ek sport minded family me bara hua. Moreover, Rafael ke papa ka naam Sebastian Nadal hai aur who ek business man hai. Rafael ki mummy ka naam Ana Maria Parera hai aur who Rafa Nadal Foundation ki president hai. Also, Rafael ki ek bahan hai jis ka naam Maria Isabel hai. Rafael Nadal 2016 me movie star ke dwara Rafa Nadal Academy ko launch kiya tha. Also, Isme rehne ki , padhne ki aur high level tennis khelne ki shuvidha hai.

Check out the Amazon Great India Festival Sale on Amazon

Rafael Nadal Ne Career Ki Start Kaise Ki

Rafael Nadal ko bachpan se hi tennis khelne ka saukh tha. Moreover, Rafael 4 saal ki umar se hi tennis khelna suru kar diya tha apne uncle k saat. However, Rafael ke dusre uncle toni lambe samay tak uske coach the. Rafael  9 saal tak dono haat se tennis khelta tha. However, Fir 9 saal k baad uske uncle toni ne 1 saat se khelna seekhaya. 12 saal ki umar me uskeuncle Rafael ko left hand se khelne k liye encourage kiye. Nadal 2001 me officially professional player ban gae. Also, Junior competitor ke taur par woh Grand Slam tournament me participate kiye or woh 2002 me Wimbledon Championship ke semifinals me pahuch gaya. Moreover, Fir agle saal se hi Rafael ne apna professional carrer start kar diya.

Great Indian Festival on Amazon Checkout latest offers

Rafael Nadal Ne Kon Se Saal Me Kon Kon Si Jeet Apne Naam Darj Ki

2001 : 15 saal ki umar me Seville Challenger ke RD me 2nd position pe pahucha tha.

2002: 15 saal 10 mahine ki umar me pahla ATP match (apne hometown) me jeet haasil kiya tha. Aur Ramon Delgado koharakar Open era ka 9th player ban gaya tha.

2003: Pahli baar world ke top 50 player me naam aaya tha aur 2003 me Rafael ne pahla Challenger titles jeeta tha Barletta me. However, Monte Carlo me pahla ATP master series tournament me qualify kiya tha. Also, 2003 me may ke mahine me AMS Hamburg k liye qualify kiya tha aur RD k 3rd position pe aaya tha. Mathieu and countryman competition me jeet haasli kiya tha.

2004: 2004 me sabse kam umar ka player ban kar (18 saalaur 6 mahina) apne desh k liye Victory cup jeetne wala apne naam darj kiya. Aur Auckland ka pahla ATP me final take pahucha. Dubai me Quarter final tak pahucha aur AMS Miami me RD me 4th position tak pahucha. Estoril me wo Quarter Final tak pahuch aur waha pe usse left ankle me chot lag gaya.

2005: Sabse kam umar me 11 titles jeetne ka record apne naam darj kiya. Pahla Grand Slam crown ko mila kar usne 4 ATP master series shild jeetne ka naam record kiya. However, 11 me se 8 titles usne clay court par jeeta hai. Also, Clay court me 50-2 se jeet ne ka record apne naam darj kiya. Moreover, Rafael ka pasandida court, clay court hai or clay court pe 36 match lagataar jeeta.

2006: 6 final match jeet kar 5 title apne naam krne wala pahla player ban gaya.

2007: Pahla player ban gaya tha jo lgataar 3 saal tak ATP ranking me number 2 tha.

2008: 1984 me Jhon McEnroe ke baad pahle left hander player hai jo number 1 pe khatam krne wala Mallorca native ban gaya.

2009: lgataar 5 saal tak kam se kam 5 titles Mallorca native ka jeetne wala 1st player ban gaya.

2011: Lgataar 7 saal tak world ka number 2 position pe aane wala player ban gaya.

2012: Lgataar 8 saal tak Mallorcan ka Grand Slam title jeetne wala player ban gaya.

2015: In addition with, Lgataar 15 saal tak Emirates ATP Rankings me top 5 me rha.

2016: 2016 tak sab mila kar 1000 title apne naam darj kiya.

2017: Moreover,August 21,2017 me ATP Ranking number 1 pe aa gaya.

2018: 3 event me 11 title jeetne ka world record banaya.

2019: 33 saal ki umar me ATP ranking number 1 pe aane wala 1 player bana gaya uske baad usne 12th Roland Garros jeeta. Moreover, 4th US Open titles apne naam darj kiya and 19 grand slam title bhi jeeta.

2020: Finally, Lgataar 778 weeks (25 April 2005 – 23 March 2020) tak World top 10 tennis player ka record banaya.

Great Indian Festival on Amazon Checkout latest offers


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend and give your feedback.

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

What do you think?

Written by Ujjwal Kumar

I am currently pursuing my B.Tech(CSE)+L.L.B specialization in Cyber Law from UPES, Dehradun.

Pandemic Me Destination Wedding Plan Karne Ka Tips

Kis Par Based Hai Haridwar Me Banane Wala Religious Theme Park?