in

CryCry

Queen Elizabeth Ke Husband Prince Philips Ki Hui Death

Prince Philips Ki Hui Death

Queen Elizabeth II ke husband Prince Phillips ki aaj 9th April ko hogayi death. Prince Philips 99 years ke age ka tha aur unhone 4 saal pahle apne official duties par se resignment lae liya tha. Prince Philips, Duke of Edinburgh British History ke sabse longest term tak serve karne wale royal family member tha.

Prince Philips ka death
source : Vanity Fair

London After Prince Philips Death

Prince Philips ek former Navy officer tha aur ek bahut hi famous and powerful figure. Queen Elizabeth aur Philips ke mairrage ko 73 years ho gaye tha aur coming June me Philips ka 100th birthday tha. Prince Philips ko 16th February ko hospital me admit kia gaya tha health ke issues ko lekar . Philips ka ek month tak hospital me hi ilaaz chala tha unke heart condition ko lekar . Pure United Kingdom me aaj ek dukh ka atmosphere hai, saare government buildings ke flag ko half-mast par rakha gaya hai . Buckingham Palace ke bahar Philips ke death ka ek notice bhi lagaya gaya tha. Prime Minister Boris Johnson ne aaj 10 Downing Street ke bahar Philips ke baare me apna opinion rakha. Prince Philips aur Queen Elizabeth dono apna maximum time akele me spend kar rahe tha, corona ke badhte cases ki wagah se.

Prince Philip, husband of Queen Elizabeth II, dies aged 99 | World News,The  Indian Express
source: The Indian Express

About Prince Philips:

Philips ka birth Greek ke Danish Royal family me hua tha. Philips ne apni padhayi France , Germany aur United Kingdom me ki thi aur phir unhone British Royal Navy join kia. Prince Philips World War II me bhi rahe hai aur wahi unki pahli baar mulakat Queen Elizabeth se hui thi. World War 2 ke over hone ke baad George VI ke permission se Philips ne Queen Elizabeth ke saath 1947 me saadi ki. Queen Elizabeth ke 1952 me Queen banne ke baad Prince Philips ne apne official title se resignation dae diya aur woh 1957 me British ke Prince ban gaye . Queen Elizabeth aur Prince Philips ke 4 childrens hai. Philips sports ke bhi saukheen tha aur who bahut saare major events ke President ya member rah chuke hai.

Prince Philip died at 99
source: France 24

Prince Philips | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by Editorial Team

Mrs. World Ne Cheena Nayi Mrs World Ka Crown.

Lodha Developers(Macrotech Developers)IPO Subscription Details