National Payments Corporation of India (NPCI) ne Thursday ko announce kiya ki WhatsApp Pay service India me launch ho sakta hai. NPCI ne kaha WhatsApp ke iss service ko “graded manner” me rollout karne ki permission di jaegi. However, sabse pahle UPI me jada se jada 20 million (2 crore) registered users ko ye service milegi. However, PhonePe haal he me announce kiya hai ki phonepay ka users 25 crore se jada ho gaya hai. Also, NPCI announce kiya hai ki January 2021 se, such third-party apps will be capped at 30 percent for all future transactions.

Super Value Days Offers on 60% on Amazon

Join Prime and get Rs.500 cashback and watch your favourite shows on Amazon

Affect On Google Pay And PhonePe

This limit in transactions will have the biggest impact on Google Pay and PhonePe. However, recent report ke according 40 percent UPI transactions India me hota hai. However,Recently, Competition Commission of India (CCI) Facebook-owned instant messaging platform ke against case dismiss kar diya. Jisme kaha gaya tha ki company ne desh ke digital payment market ko badhane ke liye galat raasta nahi apnaaya hai. WhatsApp Pay India me bahut pahale he launch kiye jaane kee ummeed thee. However, Last year Diwali ke samay ek announcement kee bhee ummeed thee.

Bags,Watches upto 80% off on Amazon

Free To Use

As with all UPI services, WhatsApp Pay free hai. Users se iska charge nai liya jaega. WhatsApp’s ki transaction limit Rs 1,00,000 hai. WhatsApp ne abhi tak bank account number ke through yaa IFSC code use karke fund transfer enable nahi kiya hai.

Brand Vouchers upto 50% off on Amazon

India-Only Service

WhatsApp payment use karne ke liye, aapko Indian number se apna Indian bank account number link karna hoga. However, Jo log international numbers use karte hai woh WhatsApp’s payment service ko use nahi kar payenge. Furthermore, To make payments using the service, aapko UPI passcode ka jarurat hoga. However, Agar aapke paas UPI app already hai toh aap same code use kar sakte hai.

Festive Deals upto 40% off on Amazon

Works With Third-party Apps

WhatsApp Pay ka use UPI enabled logo ke liye fund transfer ke liye kiya ja sakta hai. However, uss paise ko aap dusre aap se bhi transfer kar sakte hai jaise ki Google Pay, Phone Pay, and BHIM. Furthermore, All you need to do is enter Google Pay, BHIM, Phone Pay or other UPI ID to transact using WhatsApp Pay.

Festive Deals upto 40% off on Amazon


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend and give your feedback.

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…