Birth Place Of Bhagat Singh
Bhagat Singh ek Indian freedom fighter the. Unka ka janam ek Sikh family me hua tha. Unka janam Bhanga nam ke gaon, Tehsil Jaranwala Lyallpur, Punjab 27 ,September 1907 me hua tha. Unke father ka nam Sardar Kisan Sandhu and mother ka nam Vidyavati Kaur tha.
His Early Life
Bhagat Singh ki family pehle British Raaj ke khilaf revolutionary activities me involved thi. Jab Bhagat singh teenager the tab unho ne European revolutionary movements ke baare me padha.Tabh, aur cheezo ke baare mein janane ke lie unho ne Karl Marx ki Marxists book bhi padhi. 1925 me unho ne Bharat Sabha ki shuruwat ki.
Life Journey
Bhagat singh ne bohot se revolutionary activities mein participate kiya. Unho ne thode waqt me hi Hindustan Republican Association mein success prapt kar li aur phir iske pramukh netao me se ek ban gae. Police ke hatho Lala Rajpat Rai mare gaye the. Iss ghatna ko leke badla lena chahte the. Unhone Lala Rajpat Rai ka badla liye aur British Police officer John Saunders ko mar diya.
Unho ne Central Legislative Assembly mein Bomb banane ki yojna ki. Unhone iss kam ke liye Batueshwar Dutt se partnership ki, aur unho ne bombs ke sath ye plan kiya ki wo dusro ko nuksaan nahi pahuchainge. Bhagat ke bomb ke baad, unho ne apne aap ko surender kar diya. Unko jail mein 116 dino ka fast rakha aur lambae time tak kuch nahi khaya peya. Unho ne ye hunger strike jail me prisoners ke sath ho rahe inhuman behaviour ke liye kari thi.
Achievements Of Bhagat Singh
Unki sabse greatest achivement youth ko unki freedom se inspire karna tha. Gandhi ji ke sath unki popularity peak pe the. And Gandhi ji bohot peaceful struggle chahte the. Bhagat singh ne British rule ke khilaaf kadi advocacy ki. Unki death fasi de kar hue aur unki maut ko ek mahaan samaan mila.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par