in

WowWow

Janiye Kya Hai Dogecoin Aur Kaise Isne Cryptocurrency Ke Market Me Banaye Shocking Records

Hum sabhi ne kabhi na kabhi memes dekhne hi honge and aaj kal ke lockdown me Memes jaise hi entertainment sabse zada popular rahe hai. Aaj aise hi ek meme nae cryptocurrency ke market me shocking records bana diye hai. Yeh Week Dogecoin ke investors ke liye bahut bada week hai. Isse week me Dogecoin apne history ke highest prices par pahuch gaya. Yae coin ek cryptocurrency hai Bitcoin ki tarah joh recently hi 2013 me release hua hai. Dogecoin ek meme sae inspired hai currency jaisa kia aap sab ne ab tak guess kar hi liya hoga. Isse coin ko banane ke piche koi high ambitions nahi tha but jisse rate sae Dogecoin rise kar raha hai coming future me yeh Bitcoin ko bhi compete kar sakta hai. Jin logo ne Bitcoin me apne paise lagaye honge unke liye aaj ka din kisi festival sae kam nahi hai.  

Dogecoin, Explained | Grit Daily News

Aakir Hai Kya Dogecoin

Dogecoin ek cryptocurrency hai jiska invention 2013 me hua tha. 2 software Engineers Billy Markus and Jackson Palmer nae isse banaya hai. Ise coin ko banane ke piche unka aim ek reliable, secure aur fun way of money payment system banana tha. Dogecoin apne naam aur logo ke liye popular Doge Meme ke Doge (Shiba Inu Dog) ka use karta hai. Dogecoin 6th December,2013 me release hua tha and issne bahut hi jaldh apna popularity ek wagah se ek bahut bada market bana liya. Isse coin ke ab tak 113 million coins already mined ho chuke hai.

Why Did Dogecoin Spike? Meme Cryptocurrency's Fans Rejoice As Token Hits  All-time High
source: Newsweek

Jaaniye Cryptocurrency ke baare me:

Cryptocurrency ko aap simply ek digital coin ki tarah samjh sakte hai. Cryptocurrency ka koi physical form nahi hota and iska transfer online hi hota hai. Yeh coin ek bahut hi tight security ke saath aate hai and inn coins ke ownership ko change kare ka bahut secure process hota hai. Inn coins ka log online use karte hai purchase and sell ke liye. Bade amount me money transactions ab bahut se log online hi prefer karte hai and cryptocurrency apne security ke wagah se sabse zada famous hai. Bitcoin world ka pahla cryptocurrency hai and yeh 2009 me release hua tha. Bitcoin world ka first decentralized cryptocurrency hai. Bitcoins ke creations ke baad se aur bahut saare cryptocurrency banaye gaye hai and Dogecoin unhi me sae ek hai.

3 reasons Dogecoin is up 123% this week, hitting $0.10 for the first time
source : Cointelegraph

Toh Kaise Famous Hua Dogecoin:

Dogecoin ke isse baar popular hone ke piche world ke ek sabse richest man, Elon Musk ka haath hai. Tesla ke CEO Elon Musk bhi Ise coin ke ek bahut bade fan hai. Elon Musk ne recently hi twitter me kaha “Doge barking at the moon”. Unhone ek picture bhi share kia by a Spanish Artist Joan Miro, jiska naam “Dog barking at the Moon” hai. Elon Musk ne iske pahle bhi kai baar apne tweet me Dogecoin ko mention kia hai and haar baar isse coin ke prices me rise aaye hai. Friday Morning ko Dogecoin 100% sae bhi zada rise karte hue apne all time highest 0.298 dollars pahucha. Isse coin nae 2013 se aaj tak apne prices me 5000% ka rise laaya hai joh ki ek bahut zada bada profit rate hai.

Dogecoin is Worth 10 Cents. Is Elon Musk's Favorite Meme Cryptocurrency the  Next Bitcoin?
source: News 18

Dogecoin | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by Editorial Team

Education | Na Padhega, Na Badhega India, Sirf Election Ladega India

Weight Gain Karna Chahte Hai, Tho Follow Kariye Yeh Tips!