in

Healthy Ways To Keep Cool In Summer

Healthy Summer Tips

Log kehte hain ” Sar Salamat toh pagdi Hazar” , ” Jaan hain to Jahan hain” actually this is even true kyunki agar hum healthy nahi rahe to hum na acche se kaam kar painge , na hum fresh rhe painge. Summers me toh aur bhi taklif hoti hai kyunki garmi ki wajah se na acche se neend hoti hai , khana khane ka man nahi karta jiske wajah se humara health bahut affect karta hain.

Healthy Ways Jo Bhut Kaam Aainge Iss Garmi Ke Season Me Cool Rahene Ke Liye.

Health ko acchese maintain karna or healthy diet rakhna is very important. Agar hum fit rahe toh hi hume fresh lagta hain. Exercise is another very important thing jo hume apni rojana zindagi me krna bahut jaroori hain. Exercise karne se humein fresh jaroor lagta hai lekin sath hi mein humein stress and tension bhi kam lagta hain. Yoga me meditation se ekdam calm feeling hota hai.

April ka month aate hi garmi kuch alag hi level pe chali jati hai.

Healthy Summer Drinks & Their Benefits - GOQii

Summers aate hi khane ka or rhene ka lifestyle change ho jata hain. Garmi me calm and cool rehena is very important kyunki iss season me heat- related illness kafi hoskti hai for eg. Heat Cramps, Heat stroke etc. Isley ajj hum kuch ese tips laye hai jisse apka ye summer season kafi healthy and cool jaye or ek healthy lifestyle mile.

  1. Paani sab jaante hai kitna mulya van hai or garmi ke season me to paani ki actually value samjhti hai. Jitna jyada paani pi ske utne accha hai iss garmi ke season mei. Kam se Kam 1Litre to paani pina hi chahiye. Sath hi Sath app Limbu pani ya fir buttermilk yaniki Chaas bhi din me se ek baar pina chahiye jo apki body ko Hydrate rakhe.
  2. Summers main jitna ho sake utna oily food avoid kijiye or healthy food khaiye jese ki, Salads, Juices. Also Coffee and Alcohol avoid karna chahiye kyunki in do cheezo se dehydration hoti hai or apki body weak ho sakti hai.
  3. Agar app working insan hai toh app jab office jate ho toh light shade kapde phen skte hain ya fir sweat observant clothes like linen , cotton garmi me jyada preferable rhenge or app inko phen kar kafi cool bhi lagega.
  4. Summers me body cool rakhna is important toh cool rakhne ke liye din mese do bar jaroor bath lijiye. Also time to time apna face wash karke cool rakhe.
  5. Avoid Sugar Filled dishes like sweets or aerated beverages. Garmi me ye acche nahi hote bilkul bhi.
  6. Plan to go out during the cooler time jo mostly evening ka time hota hai.

Follow kare ye simple tips or acchese apna summer ekdm healthy banaye. Healthy Life is a Happy Life.


Healthy Lifestyle | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook Instagram Twitter Linkedin

What do you think?

Written by Editorial Team

Sabse Zada Active Stocks NSE Me

iPhone 13, MacBook Air, iPad Pro, Orr Bohot Apple Products Expected Hai launch Ke Liye 2021 Me